Attitude deep Urdu poetry

0
48
attitude deep life quotes

Attitude deep Urdu poetry

 

“Attitude deep Urdu poetry” refers to a type of Urdu poetry that talks about how people see the world and themselves. It’s like expressing feelings and thoughts in a way which shows confidence and individuality. This poetry is not just about simple emotions but digs deeper into the complexities, hardships & experiences of life, love, and what it means to be.

In these poems, poets explore big questions about life and existence. They use beautiful words and pictures to make us think deeply about ourselves and the world around us. Attitude deep Urdu poetry makes us feel and understand things in a way that’s both powerful and meaningful.

 

attitude deep life poetry

Hum woh buzdil nahi yalghar se dar jayen gey
Tum ne samjha ke hum talawaar se dar jayen ge
Sainkro hamla awaroon ko chutkiyon mein phenk den
Tum ne kya samjha ke ek waar se dar jayen gey
Hum ney khud apne lahu se hi to seencha hai watan
Tum ne samjha ke hum hathiyar se dar jayenge
Tamam zakhm ke badle hisab lenge tera
Tum ne samjha ke hum dhutkar se dar jayen ge
Hum jab zaban chalayen to talwaren chup rahen
Tum ne samjha ke hum phatkar se dar jayen ge
Patthar chalane walon zara band karo ye khel
Tum ne samjha ke hum do char se dar jayen ge

khirad mandon say kya poochun k meri ibtida kiya hai

k main to is fikar mein rehta hun k meri intehaa kya hai

khudi ko kar buland itnaa k har taqdeer say pehlay

khuda banday say khud puchay , bata…? teri razaa kya hai

khuda nay aaj tak us qoam ki halat nahi badli

na ho khayal jisko , aap apni halat k badalnay ka

ye aik sajda jisay tu giraaan samajhta hai

hazaar sajday say daita hai aadmi ko nijat

y

aain e jawan mardi , haq goyi o be baaki

Allah k sheroon ko aati nahi rubaahi

sabaq parh phir sadaqat ka, adaalat ka, shujaa’at ka

liya jaye ga kaam tujh say duniya ki imamat ka

Read more: https://learnquotesdaily.com/urdu-poetry-2-lines/

Poetry in Urdu

Ashfaq Ahmed Quotes

Imam Ghazali Quotes

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here